-
bhav uttpan hona samany h bss aap unhe niyantra mai rakhe sur, asur, nar, nari, pratyak vastu bhav uttpan hona samany h parunta apne mann par havi na hone de….
yadi ho jaye khaskar bhavuk hone ka bhav to uss bhuk ko keval parmattma ka nam, smaran he mitta skti h. kuch ko lgage ye too bina kare he sambhav h paruntu vo bhav keval daba diya jayega or kuch samay baad itna tej pani ki lehr aayege ki apki paro talee zamen khisk jayegi..
arthat v bhav aapko he kha jayega.
